
Cheen-o-Arab hamara, Hindustan hamara
Muslim main hum, watan hai sara jahan hamara
Tauheed ki amanat senon main hai hamarey
Asan nahin mitana naam-o-nishaan hamara
Duniya kay bu稚 kadon main, wo pehla ghar Khuda ka
Hum uss kay pasban hain, wo pasban hamara
Tagho地 Ke saaye main hum Pal kar Jawan Huway Hain
Khanjer Hilal ka hay Komi Nisha,n hamara
Maghrab Ki wadiyo,n main goongi aza地 hamari
Thamta Na tha kisi say sail-e-rawa地 hamara
Baatil say dabney waley, aey Asman! nahin hum
Sou baar ker chuka hai Tu imtihan hamara
Ay gulsitan-e-undlus wo din hei地 yad tujh ko
Tha tari dalyoo地 per jab ashyaa地 hamara
Ay moj-e-Dajla tub hi pehchanti hey hum ko
Ab tak hey tera derya afsana khwa地 hamara
Ay arz-e-pak tari hurmat pe kat maray hum
Hy khou地 tari ragoo地 may ab tak rawa地 hamara
Salar-e-Karwan hai Meer-e-Hijaaz (PBUH) apna
Iss naam say hai baaqi, aaram-e-jahan hamara
Iqbal ka tarana baang-e-dara hai goya
Hota hai jada paima, phir karwan hamara

