Chhap tilak sab cheeni ray mosay naina milaikay Chhap tilak sab cheeni ray mosay naina milaikay
Saaz Ya Keena Saaz Kya Jany’ Naz walay Niyaz kiya Jany'
tere ishq kii intahaa chaahataa huu.N
merii saadagii dekh kyaa chaahataa huu.N
Lagtaa nahin hai dil meraa ujday dayaar mein kis ki bani hai aalam-e-naa_paayedaar mein
Khabaram raseed imshab ki nigaar khuahi aamad;
Sar-e man fidaa-e raah-e ki sawaar khuahi aamad.
Aaj jaane ki zid na karo Yunhi pehloo mein baithe raho
Kafir-e-ishqam musalmani mara darkaar neest
Har rag-e mun taar gashta hajat-e zunnaar neest;
Hindi Ghazal- Tum itna jo muskura rahe ho
Rahye Ab Aysi jagha Chal kar Jeha’N koi Na Ho,
Humsukhen Koi Na Ho Aur humzaba’N koi Na Ho.
Ho Chuki'N Ghalib Balaye'N Sub Tamam,
Aik Marag-e-naghani Aur Hay.
Dil mat Tapak Nazar Say ke Paya Na Jay Ga, Ju’ N Ashak phar Zami’N Say Uthaya Na Jay Ga.
Ajab apna hal hota jo visal-e-yar hota
kabhi jan sadqe hoti kabhi dil nisar hota
faqirana aye sada kar chale
miyan khush raho ham dua kar chale
pata-pata buta-buta hal hamara jane hai
jane na jane gul hi na jane, bag to sara jane hai
ashk ankhon main kab nahin ata
lahu ata hai jab nahin ata
Soz e gham De K Mujhe Uss Ne Ye Irshaad Kiya
Ja Tujhe Kash-Ma-Kash-e-Dahar Se Azaad Kiya
ulti ho gain sab tadabiren, kuch na dawa ne kam kiya
dekha is bimari-e-dil ne akhir kam tamam kiya
gazab kiya, tere vade pe aitabar kiya
tamam rat qayamat ka intezar kiya
taskii.N ko ham na roe.n jo zauq-e-nazar mile
huraa.N-e-Khuld me.n terii suurat magar mile
lutf vo ishq main paye hain ki ji janta hai
ranj bhi itne uthaye hain k ji janta hai
ranj ki jab guftagu hone lagi
ap se tum tum se tu hone lagi
khatir se ya lihaz se main man to gaya
jhuthi qasam se ap ka iman to gaya
na jao hal-e-dil-e-zar dekhte jao
k ji na chahe to na char dekhte jao
tumhare khat main naya ik salam kis ka tha
na tha raqib to akhir vo nam kis ka tha
rasm-e-ulfat sikha gaya koi
dil ki duniya pe cha gaya koi
phire rah se vo yahan ate ate
ajal meri rahi tu kahan ate ate
jo is shor se 'Mir' rota rahega
to ham-saya kahe ko sota rahega
pukarti hai khamoshi meri fugan ki tarah
nigahen kahtai hain sab raz-e-dil zuban ki tarah
ye jo hai hukm mere pas na aye koi
is liye ruth rahe hain k manaye koi
uzr ane main bhi hai aur bulate bhi nahin
bais-e-tark-e-mulaqat batate bhi nahin
|